Baaki – Lyrics
Dil ke mere
Chand lafzon mein hi
Sau tukde karke
Chal raha hai yuhi
Main tere lamhon mein phirbhi
Dhundun khudko kahi
Kya na kar du abhi
Jo tere zikr ke main ho saki
Wahi hua na tera jo bana
Mere hi khayaalon ka
Hum mile hi nahi mujhi se kabhi
Zameen aasmaanon sa
Kahi mile jo yuh beech mein ho
Kabhi hua na aisa
Abhi mile jo kahu tujho woh
Daba ke yeh dil rakha
Maane nahi dil yeh abhi
Baat ruki si yaha
Hua khatam kya yeh bharam
Yaa abhi thoda sa baaki
Hua khatam kya yeh bharam
Yaa abhi thoda sa baaki
Main aaj bhi hu paanv mein kahi
Tere pankhon se udd lu aasmaanon mein kahi
Dekhne ko jo aaj dil ki haar hai huyi
Ya phir nahi
Maane nahi dil yeh abhi
Baat ruki si yaha
Hua khatam kya yeh bharam
Yaa abhi thoda sa baaki
Hua khatam kya yeh bharam
Yaa abhi thoda sa baaki
Lyrics powered by JioSaavn
Popular Hindi Lyrics
Baaki lyrics by Akshath. From the album Baaki. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.