Awaara – Lyrics
Sochte The Hum Yeh Aisa Hoga Kya Kabhi
Tumse Milke Dil Yeh Meri Sunta Hi Nahi
Sochte The Hum Yeh Aisa Hoga Kya Kabhi
Tumse Milke Dil Yeh Meri Sunta Hi Nahi
Pyar Kya Yeh Hota Hai Hum Na Jaan Paate
Agar Meri Zindagi Mein Yaar Tum Na Aate
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Jo Bhi Khwabon Mein Dikha Tha
Sach Woh Saara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Tu Hi Dil Mein Mere Hai Aur Tu Rubaru Yoon Hai
Kehna Chahun Tujhse Sab Par Lafz Khoye Khoye Hai
Tu Mera Hi Ban Jaaye Bas Yehi Hain Duayein
Teri Baatein Sunte Sunte Shaamein Ho Subahein
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Jo Bhi Khwaabon Mein Dikha Tha
Sach Woh Saara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Dil Humara Tha Awaara Ab Tumhara Ho Gaya
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Awaara |
| Artist | Kaushik-Guddu |
| Album | Awaara |
| Language | Hindi |
| Year | 2023 |
More Lyrics by Kaushik-Guddu
Dil
Kunaal Vermaa
Dil Laga Liya Maine
Udit Narayan
Dil (Shreya’S Version)
Shreya Ghoshal
Yeh Ishq Hai - Raghav Chaitanya Version
Pritam
Mann Laage
Kaushik-Guddu
Gole Male
Shreya Ghoshal
Popular Hindi Lyrics
Awaara lyrics by Kaushik-Guddu. From the album Awaara. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.