Awaara Altamash Faridi Lyrics MP3 Download

Awaara – Lyrics

Alone · 2015 · Hindi
Download this song
Phir Se Wahin Dil Le Aaya Mujhe Hai Bas Jahaan Teri Meri Wafaa Kehta Hai Ye Ishq Ki Raah Se Phir Ik Dafaa Hum Guzar Le Zara Paas Laaya Tere, Yun Sataaya Mujhe Phir Tere Liye Majboor Kiya, Majboor Kiya.. Ho Aawara Aawara, Awaara Awaara Aawara Aawara, Dil Awaara Hua Ho Aawara Aawara, Awaara Awaara Aawara Aawara, Dil Awaara Hua Kabhi Pehli Baarish Mein Ye Khwahishein Jagayein Kabhi Isme Chal Rahi Dhadkan Ko Badhayein Fitrat Se Ye Besabar Bas Tujhko Bulaaye Doori Ka Jo Aalam Ho To Khoob Rulaaye Phir Kitni Bhi Koshish Kar Lu Dil Sambhal Na Paaye Paas Laaya Tere, Yun Sataya Mujhe Phir Tere Liye Majboor Kiya, Majboor Kiya.. Ho Awara Awara, Awara Awara Aawara Awaara, Dil Awaara Huaa Ho Awara Awara, Awara Awara Aawara Awaara, Dil Awaara Huaa Chal Phir Unn Galiyon Mein Hum Phir Kho Jaayein Jahaan Chalti Thi Mohabbat Ki Taaza Hawaayein Wahan Phir Se Ajnabi Kyun Na Ho Jaayein Phir Se Ek Dooje Ko Aa Chal Milwaayein Tujhe Milke Aawaargi Ka Mausam Phir Aaye Paas Laaya Tere, Yun Sataya Mujhe Phir Tere Liye Majboor Kiya, Majboor Kiya.. Ho Awara Awara, Awara Awara Aawara Awaara, Dil Awaara Huaa Ho Awara Awara, Awara Awara Aawara Awaara, Dil Awaara Huaa
SongAwaara
ArtistAltamash Faridi
AlbumAlone
LanguageHindi
Year2015
Download Awaara MP3
Lyrics from Alone
More Lyrics by Altamash Faridi
Popular Hindi Lyrics

Awaara lyrics by Altamash Faridi. From the album Alone. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next