Akela Rasta – Lyrics
Akela rāstā ye āwārā
अकेला रास्ता ये आवारा
Hawāyein humsafar bhi hain yārā
हवाएं हमसफर भी हैं यारा
Hai titliyon ke jaisa manchlā
हैं तितलियों के जैसा मंचला
Jhā hai tū whā ye mud chlā
जहां है तू वहां ये मुड़ चला
Khili khili si dhoop rāho mein
खिली खिली सी धूप राहों में
Hai justjoo kisi ki āho mein
है जुस्तजू किसी की आहों में
Hain puchti yhi ye vādiyān
हैं पूछती यही ये वादियां
Hai kaun le gi jo dil terā?
Hai कौन ले गई जो दिल तेरा?
In dilkash Nazāro mein
इन दिलकश नजारों में
Tere jaisa koi nā maine dekhā
तेरे जैसा कोई ना मैंने देखा
Nadi nā pahadon mein
नदी ना पहाड़ों में
Zami pr nā tāro mein
ज़मीं पर ना तारों में
Kahi nā lage hai dil ye merā
कहीं ना लगे दिल ये मेरा
Lage kahi nhi ye dil merā
लगे कहीं नहीं ये दिल मेरा
Akela rāstā ye āwārā
अकेला रास्ता ये आवारा
Hawāyein humsafar bhi hain yārā
हवाएं हमसफर भी हैं यारा
Hai bādlo me chhup gaī dhrā
है बादलों में छुप गई धरा
Dekha jo pēche mud ke tu khdā
देखा जो पीछे मुड़ के तू खड़ा।
Lyrics powered by JioSaavn
| Song | Akela Rasta |
| Artist | Ahana Chatterjee |
| Album | Akela Rasta |
| Language | Hindi |
| Year | 2023 |
More Lyrics by Ahana Chatterjee
Popular Hindi Lyrics
Akela Rasta lyrics by Ahana Chatterjee. From the album Akela Rasta. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.