Bhram 2facebleed Lyrics MP3 Download

Bhram – Lyrics

Myth of Sisyphus · 2024 · Hindi
Download this song
Mere seene mein jalan Mere seene mein bhram Kyu Mere seene mein Sanam Mere seene mein Bhram Kyu Mere seene mein jalan Mere seene mein bhram Kyu Mere seene mein Sanam Mere seene mein Bhram Kyu Mere seene mein bhram meri mehnaton ka kabhi mujhe milega fal Mere seene mein bhram khush hoga kal main bhi hounga safal Mere seene mein bhram yeh seena raha jal yan seena raha pighal Mere seene mein bhram khudko bachata khud jau na badal Badal bhi gaya to samjhega kaun Bhaiyon se jang ho to rehta hu maun Bhaiyon ke ilava kon hai sathi Bhaiyon se aksar maangta maafi Bhaiyon ko batata jatata kamm Bhaiyon ko pata kab toot'ta dam Bhaiyon se jang ho to kha leta vaar Bhaiyon se jang ho to jaata hu haar Yeh din yeh raat Kaise kaat'ta hu main mujhe hi pata hai Yeh din yeh raat Jaise main kaat'ta hu koi nahi kaat payega behenchod Mere seene mein jalan Mere seene mein bhram Kyu Mere seene mein Sanam Mere seene mein Bhram Kyu Mere seene mein jalan Mere seene mein bhram Kyu Mere seene mein Sanam Mere seene mein Bhram Kyu Mujhe milegi manzil yan milegi maut Par nahi lagta ab in baaton ka khauf Main bhaagunga dhaudhunga girunga to Masla gaya fir bhi khilunga to Main pathhar ka phool aur toot'ta taara Be-sahara par kitno ka sahara Khudka naash karke khudko tha sawara Dil mein sharara, duniya na gawara
SongBhram
Artist2facebleed
AlbumMyth of Sisyphus
LanguageHindi
Year2024
Download Bhram MP3
Lyrics from Myth of Sisyphus
Popular Hindi Lyrics

Bhram lyrics by 2facebleed. From the album Myth of Sisyphus. Read full lyrics and download the MP3 in HD quality on MP3Maza.

0:00
0:000:00
Up Next